Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1974

Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics

भीगी भीगी रातों में
मीठी मीठी बातों में
ऐसे बरसातों में कैसा लगता है?
ऐसा लगता है तुम बनके बादल
मेरे बदन को भिगोके
मुझे छेड़ रहे हो हो ओ
छेड़ रहे हो
छेड़ रहे हो
ऐसा लगता है तुम बनके बादल
मेरे बदन को भिगोके
मुझे छेड़ रहे हो हो ओ
छेड़ रहे हो
छेड़ रहे हो

अम्बर खेले होली उई माँ
भीगी मोरी चोली हमजोली हमजोली
अम्बर खेले होली उई माँ
भीगी मोरी चोली हमजोली हमजोली
ओ पानी के इस रेले में
सावन के इस मेले में
छत पे अकेले में
कैसा लगता है

ऐसा लगता है तुम बनके घटा
अपने साजन को भिगोके खेल खेल रही हो ओ

खेल रही हो
ऐसा लगता है
तुम बनके बादल मेरे बदन को भिगोके
मुझे छेड़ रहे हो छेड़ रहे हो

बरखा से बछालूं तुझ
सीने से लगा लूं
आ छुपालुं आ छुपालुं
बरखा से बछालूं तुझ
सीने से लगा लूं
आ छुपालुं आ छुपालुं
दिल ने पुकारा देखो रुत का इशारा देखो
उफ़ ये नज़ारा देखो
कैसा लगता है

ऐसा लगता है कुछ हो जायेगा
मस्त पवन के ये झोके
सइयां देख रहे हो ओ
देख रहे हो
ऐसा लगता है
तुम बनके बादल मेरे बदन को
भिगोके मुझे छेड़ रहे हो ओ
छेड़ रहे हो ओ..

Bheegi bheegi raaton mein,
Meeti meeti baaton mein
Aise barsaaton mein kaisa lagtaa hai?
Aisa lagtaa hai tum banke baadal,
Mere badan ko bhigoke
Mujhe chhed rahe ho ho o
Chhed rahe ho
Chhed rahe ho
Aisa lagtaa hai tum banke baadal,
Mere badan ko bhigoke
Mujhe chhed rahe ho ho o
Chhed rahe ho
Chhed rahe ho

Ambar khele holi ui ma
Bheegi mori choli hamjoli hamjoli
Ambar khele holi ui ma
Bheegi mori choli hamjoli hamjoli
O paani ke is rele mein
Saavan ke is mele mein
Chhat pe akele mein
Kaisa lagtaa hai

Aisa lagtaa hai tum banke ghata
Apne sajan ko bhigoke khel khel rahi ho o
Khel rahi ho

Aisa lagtaa hai
Tum banke baadal mere badan ko bhigoke
Mujeh chhed rahe ho chedd rahe ho

Barakha se bachhalun tujeh
Seene se lagaa loon
Aa chhupaalun aa chhupaalun
Barakha se bachhalun tujeh
Seene se lagaa loon
Aa chhupaalun aa chhupaalun
Dil ne pukara dekho rut ka ishaara dekho
Uf ye nazara dekho
Kaisa lagtaa hai, bolo?

Aisa lagtaa hai kuchh ho jayega
Mast pavan ke ye jhoke
Saiyaan dekh rahe ho o
Dekh rahe ho
Aisa lagtaa hai
Tum banke baadal mere badan ko
Bhigoke mujeh chhed rahe ho o
Chhed rahe ho o..

Song Details & Credits
Song Bheegi Bheegi Raaton Mein
Singers Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Movie Ajanabee
Lyricist Anand Bakshi
Music Rahul Dev Burman
Label Tips Music
Video Director Shakti Samanta
Starring Rajesh Khanna, Zeenat Aman, Prem Chopra, Asrani, Yogeeta Bali.
Year 1974
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Bheegi Bheegi Raaton Mein

“Bheegi Bheegi Raaton Mein” is from the movie Ajanabee, released in 1974.

The lyrics of “Bheegi Bheegi Raaton Mein” were written by Anand Bakshi.

“Bheegi Bheegi Raaton Mein” is sung by Kishore Kumar and Lata Mangeshkar.

The music video of “Bheegi Bheegi Raaton Mein” was directed by Shakti Samanta.

The music video of “Bheegi Bheegi Raaton Mein” features Rajesh Khanna, Zeenat Aman, Prem Chopra, Asrani and Yogeeta Bali..