Jab Bhi Ji Chahe Lyrics
Jab Bhi Ji Chahe Lyrics
जब भी जी चाहे नई दुनिया बसा लेते हैं लोग
जब भी जी चाहे नई दुनिया बसा लेते हैं लोग
एक चेहरे पे कई चेहरे लगा लेते हैं लोग
एक चेहरे पे कई चेहरे लगा लेते हैं लोग
जब भी जी चाहे नई दुनिया बसा लेते हैं लोग
एक चेहरे पे कई चेहरे लगा लेते हैं लोग
एक चेहरे पे कई चेहरे लगा लेते हैं लोग
याद रहता है किसे गुज़रे ज़माने का चलन?
याद रहता है किसे?
सर्द पड़ जाती है चाहत, हार जाती है लगन
अब मुहब्बत भी है क्या एक तिजारत के सिवा?
हम ही नादाँ थे जो ओढ़ा बीती यादों का कफ़न
वरना जीने के लिए सबकुछ भुला लेते हैं लोग
वरना जीने के लिए सबकुछ भुला लेते हैं लोग
एक चेहरे पे कई चेहरे लगा लेते हैं लोग
जाने वो क्या लोग थे जिनको वफ़ा का पास था
जाने वो क्या लोग थे…
“दूसरे के दिल पे क्या गुज़रेगी?” ये अहसास था
अब हैं पत्थर के सनम, जिनको अहसास, ना ग़म
वो ज़माना अब कहाँ जो पहले दिल को रास था
अब तो मतलब के लिए नाम-ए-वफ़ा लेते हैं लोग
अब तो मतलब के लिए नाम-ए-वफ़ा लेते हैं लोग
जब भी जी चाहे नई दुनिया बसा लेते हैं लोग
एक चेहरे पे कई चेहरे लगा लेते हैं लोग
एक चेहरे पे कई चेहरे लगा लेते हैं लोग
Jab bhi ji chaahe ni duniya basa lete hain log
Jab bhi ji chaahe ni duniya basa lete hain log
Ek chehre pe kai chehre laga lete hain log
Ek chehre pe kai chehre laga lete hain log
Jab bhi ji chaahe ni duniya basa lete hain log
Ek chehre pe kai chehre laga lete hain log
Ek chehre pe kai chehre laga lete hain log
Yaad rehta hai kise guzre zamaane ka chalan?
Yaad rehta hai kise?
Sard pad jaati hai chahat, haar jaati hai lagan
Ab muhabbat bhi hai kya ek tijarat ke siva?
Hum hi nadan the jo odha beeti yaadon ka kafan
Warna jeene ke liye sabakuchh bhula lete hain log
Warna jeene ke liye sabakuchh bhula lete hain log
Ek chehre pe kai chehre laga lete hain log
Jaane wo kya log the jinko wafa ka paas tha
Jaane wo kya log the…
“doosre ke dil pe kya guzregi?” ye ahsaas tha
Ab hain patthar ke sanam, jinko ahsaas, naa gham
Wo zamana ab kahan jo pehle dil ko ras tha
Ab to matlab ke liye naam-aye-wafa lete hain log
Ab to matlab ke liye naam-aye-wafa lete hain log
Jab bhi ji chaahe ni duniya basa lete hain log
Ek chehre pe kai chehre laga lete hain log
Ek chehre pe kai chehre laga lete hain log
People create new worlds whenever they want.
People create new worlds whenever they want.
People put many faces on one face
People put many faces on one face
People create new worlds whenever they want.
People put many faces on one face
People put many faces on one face
Who remembers the trends of bygone times?
Who remembers?
Desire goes cold, passion gets defeated
Now is love anything but a business?
We were the innocent ones who covered ourselves with the shroud of past memories.
Otherwise people forget everything to live
Otherwise people forget everything to live
People put many faces on one face
Know who were those people who had loyalty?
Don't know what people they were...
“What will happen to someone else's heart?” this was the feeling
Now they are lovers of stone, who neither feel nor sorrow
Where is that time now which was dear to my heart?
Now people take Naam-e-Wafa for meaning
Now people take Naam-e-Wafa for meaning
People create new worlds whenever they want.
People put many faces on one face
People put many faces on one face
Song details & credits
| Song | Jab Bhi Ji Chahe |
|---|---|
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Movie | Daag |
| Lyricist | Sahir Ludhianvi |
| Music | Laxmikant-Pyarelal |
| Label | YRF |
| Starring | Rajesh Khanna, Sharmila Tagore |
| Year | 1973 |
| Language | Hindi |




