Main Sharabi Nahi Lyrics
उठ गयी महफ़िल
बुझ गयी शाम
ढल गयी रात
गुलाबी जा
उठ गयी महफ़िल
बुझ गयी शाम
ढल गयी रात गुलाबी जा
एक गुट भी और न तुझको
पिने दूंगी शराबी जा
शराबी जा शराबी जा
मैं शराबी नहीं
मैं शराबी नहीं
मैं शराबी नहीं
मैं शराबी नहीं
आँखों से पिने
में कुछ खराबी नहीं
मैं शराबी नहीं
मैं शराबी नहीं
मैं शराबी नहीं
मैं शराबी नहीं
मुझपे करले यकी
मैं नशे में नाहिअ
मुझपे करले यकी
मैं नशे में नाहिअ
किसलिए फिर सनम
डगमगाये कदम
ये है मस्ति तेरी
शरबती आँख की
ये नज़र है जनाब
ये नहीं है शराब
रंग क्या इस नजर
का गुलाबी नहीं
मैं शराबी नहीं
मैं शराबी नहीं
मैं शराबी नहीं
मैं शराबी नहीं
अब पिए तो सनम
तुझको मेरी कसम
अब पिए तो सनम
तुझको मेरी कसम
इस तरह रूत कर
फेर ली क्यों नजर
आँख बोझल हुई
खाली बोतल हुई
जी नहीं पर भरा
और ल और ल
एक कतरा नहीं बस
जरा भी नहीं
तू शराबी नहीं
तू शराबी नहीं
तू शराबी नहीं
तू शराबी नहीं
आँखों से पिने में
कुछ खराबी नहीं
मैं शराबी नहीं
मैं शराबी नहीं
मैं शराबी नहीं
मैं शराबी नहीं.
Uth gayi mahfil
Bujh gayi shama
Dhal gayi raat
Gulabi ja
Uth gayi mahfil
Bujh gayi shama
Dhal gayi rat gulabi ja
Ek ghut bhi aur na tujhko
Pine dungi sharabi ja
Sharabi ja sharabi ja
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Aankho se pine
Me kuch kharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Mujhpe karle yaki
Mai nashe me nahia
Mujhpe karle yaki
Mai nashe me nahia
Kisliye fir sanam
Dagmagaye kadam
Ye hai masti teri
Sharbati aankh ki
Ye najar hai janab
Ye nahi hai sharab
Rang kya is najar
Ka gulabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Ab piye to sanam
Tujhko meri kasam
Ab piye to sanam
Tujhko meri kasam
Is tarah ruth kar
Fer li kyu najar
Aankh bojhal hui
Khali botal hui
Ji nahi par bhara
Aur la aur la
Ek katra nahi bas
Jara bhi nahi
Tu sharabi nahi
Tu sharabi nahi
Tu sharabi nahi
Tu sharabi nahi
Aankho se pine me
Kuch kharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi
Main sharabi nahi.
Song Details & Credits
| Song | Main Sharabi Nahi |
|---|---|
| Singers | Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
| Movie | Khilona |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Music | Laxmikant Shantaram Kudalkar, Pyarelal Ramprasad Sharma |
| Label | Saregama |
| Video Director | Chander Vohra |
| Starring | Sanjeev Kumar, Mumtaz, Shatrughan Sinha, Jeetendra |
| Year | 1970 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Main Sharabi Nahi
“Main Sharabi Nahi” is from the movie Khilona, released in 1970.
The lyrics of “Main Sharabi Nahi” were written by Anand Bakshi.
“Main Sharabi Nahi” is sung by Asha Bhosle and Mohammed Rafi.
The music video of “Main Sharabi Nahi” was directed by Chander Vohra.
The music video of “Main Sharabi Nahi” features Sanjeev Kumar, Mumtaz, Shatrughan Sinha and Jeetendra.