Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1969

Aane Se Uske Aaye Bahar Lyrics

आने से उस के आये बहार
जाने से उस के जाए बहार
बड़ी मस्तानी है मेरी मेहबूबा
मेरी ज़िन्दगी है मेरी मेहबूबा
आने से उस के आये बहार
जाने से उस के जाए बहार
बड़ी मस्तानी है मेरी मेहबूबा
मेरी ज़िन्दगी है मेरी मेहबूबा

गुनगुनाए ऐसे जैसे
बजाते हो घुँघरू कही पे
आके पर्वतो से जैसे
गिरता हो झरना ज़मी पे
झरनों की मौज है वो

मौजों की रवानी है मेरी
मेहबूबा मेहबूबा
मेरी जिंदगानी है
मेरी मेहबूबा

बन सवार के निकल आए
सावन का जब जब महीना
हर कोई ये समझे होगी
वो कोई चचल हसीना
पूछो तो कौन है वो रुत
ये सुहानी है मेरी मेहबूबा
मेरी जिंदगानी है
मेरी मेहबूबा मेहबूबा
बड़ी मस्तानी है मेरी मेहबूबा..

Aane se us ke aaye bahar
Jaane se us ke jaaye bahar
Badi mastaani hai meri mehbooba
Meri zindagani hai meri mehbooba
Aane se us ke aaye bahar
Jaane se us ke jaaye bahar
Badi mastaani hai meri mehbooba
Meri zindagani hai meri mehbooba

Gunagunaae aise jaise
Bajate ho ghugharu kahi pe
Aake parvato se jaise
Girta ho jharanaa zami pe
Jharano ki mauj hai wo
Maujo ki ravaani hai meri
Mehbooba mehbooba
Meri zindagani hai
Meri mehbooba

Ban savar ke nikale aae
Saavan kaa jab jab mahina
Har koi ye samajhe hogi
Wo koi chachal hasinaa
Puchho to kaun hai wo rut
Ye suhaani hai meri mehbooba
Meri zindagani hai
Meri mehbooba mehbooba
Badi mastaani hai meri mehbooba..

Song Details & Credits
Song Aane Se Uske Aaye Bahar
Singer Mohammed Rafi
Movie Jeene Ki Raah
Lyricist Anand Bakshi
Music Laxmikant Shantaram Kudalkar, Pyarelal Ramprasad Sharma
Label Saregama
Video Director L. V. Prasad
Starring Jeetendra, Tanuja
Year 1969
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Aane Se Uske Aaye Bahar

“Aane Se Uske Aaye Bahar” is from the movie Jeene Ki Raah, released in 1969.

The lyrics of “Aane Se Uske Aaye Bahar” were written by Anand Bakshi.

“Aane Se Uske Aaye Bahar” is sung by Mohammed Rafi.

The music video of “Aane Se Uske Aaye Bahar” was directed by L. V. Prasad.

The music video of “Aane Se Uske Aaye Bahar” features Jeetendra and Tanuja.