Sharma Ke Yun Na Dekh Lyrics
शर्मा के यूँ न देख
अदा के मक़ाम से
शर्मा के यूँ न देख
अदा के मक़ाम से
अब बात बढ़ चुकी है
नज़र के मक़ाम से
तस्वीर खींच ली है
तेरे शोख़ हुस्न की
तस्वीर खींच ली है
तेरे शोख़ हुस्न की
मेरी नज़र ने आज
खता के मक़ाम से
दुनिया को भूल कर
मेरी बांहों में झूल जा
आवाज़ दे रहा हूँ
वफ़ा के मक़ाम से
शर्मा के यूँ न
दिल के मुआमले में
नतीजे की फ़िक्र क्या
दिल के मुआमले में
नतीजे की फ़िक्र क्या
आगे है इश्क़ ज़ुर्म
सज़ा के मक़ाम से
शर्मा के यूँ न
देख अदा के मक़ाम से
अब बात बढ़ चुकी है
नज़र के मक़ाम से.
Sharma ke yun na dekh
Adaa ke maqaam se
Sharma ke yun na dekh
Adaa ke maqaam se
Ab baat badh chuki hai
Nazar ke maqaam se
Tasvir khich li hai
Tere shokh husn ki
Tasvir khich li hai
Tere shokh husn ki
Meri nazar ne aaj
Khataa ke maqaam se
Duniyaa ko bhul kar
Meri baanho me jhul jaa
Aavaaz de rahaa hun
Wafa ke maqaam se
Sharma ke yun na
Dil ke muaamale me
Natize ki fiqr kya
Dil ke muaamale me
Natize ki fiqr kya
Aage hai ishq zurm o
Sazaa ke maqaam se
Sharma ke yun na
Dekh adaa ke maqaam se
Ab baat badh chuki hai
Nazar ke maqaam se.
Song Details & Credits
| Song | Sharma Ke Yun Na Dekh |
|---|---|
| Singer | Mohammed Rafi |
| Movie | Neel Kamal |
| Lyricist | Sahir Ludhianvi |
| Music | Ravi Shankar Sharma |
| Label | Saregama |
| Video Director | Ram Maheshwari |
| Starring | Raaj Kumar, Waheeda Rehman, Manoj Kumar. |
| Year | 1968 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Sharma Ke Yun Na Dekh
“Sharma Ke Yun Na Dekh” is from the movie Neel Kamal, released in 1968.
The lyrics of “Sharma Ke Yun Na Dekh” were written by Sahir Ludhianvi.
“Sharma Ke Yun Na Dekh” is sung by Mohammed Rafi.
The music video of “Sharma Ke Yun Na Dekh” was directed by Ram Maheshwari.
The music video of “Sharma Ke Yun Na Dekh” features Raaj Kumar, Waheeda Rehman and Manoj Kumar..