Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1967

Koi Nahi Hai Lyrics

कोई नहीं हैं फिर भी हैं मुझ
को क्या जाने किस का इंतज़ार
कोई नहीं हैं फिर भी हैं मुझ
को क्या जाने किस का इंतज़ार
ये भी ना जानु लहराके
आँचल किस को बुलाये बार बार

सोचु ये है उंगलिया किस के प्यार की
गालों को छुए जो डाली बहार
की छुये जो डाली बहार की
सोचु ये है उंगलिया किस के प्यार की
गालों को छुए जो डाली बहार की
कौन हैं ए हवा ए बहार
कोई नहीं हैं फिर भी हैं मुझ
को क्या जाने किस का इंतज़ार
क्या जाने किस का इंतज़ार

पानी में छबि मैं
देखु कड़ी कड़ी
बालों में सजा के
कलियाँ बड़ी बड़ी
सजा के कलियाँ बड़ी बड़ी

पानी में छबि मैं
देखु कड़ी कड़ी फिर
बनु आप ही बेक़रार
कोई नहीं हैं फिर भी हैं मुझ
को क्या जाने किस का इंतज़ार
क्या जाने किस का इंतज़ार

वादी में निशाँ
मेरे ही पांव के
फूलों पे हैं रंग
मेरी ही छव के
हैं रंग मेरी ही छव
के वादी में निशाँ
मेरे ही पांव के फिर
भी क्यों आये ना ऐतबार

कोई नहीं हैं फिर भी हैं मुझ
को क्या जाने किस का इंतज़ार
ये भी ना जानु लहराके
आँचल किस को बुलाये बार बार
क्या जाने किस का इंतज़ार
क्या जाने किस का इंतज़ार..

Koi nahi hain phir bhi hain mujh
Ko kya jaane kis ka intazaar
Koi nahi hain phir bhi hain mujh
Ko kya jaane kis ka intazaar
Ye bhi naa jaanu laharaake
Aanchal kis ko bulaaye baar baar

Sochu ye hai ungliya kis ke pyaar ki
Gaalon ko chhuye jo daali bahaar
Ki chhuye jo daali bahaar ki
Sochu ye hai ungliya kis ke pyaar ki
Gaalon ko chhuye jo daali bahaar ki
Kaun hain aye hawaa aye bahaar
Koi nahi hain phir bhi hain mujh
Ko kya jaane kis ka intazaar
Kya jaane kis ka intazaar

Paani mein chhabi main
Dekhu khadi khadi
Baalon mein sajaa ke
Kaliyaan badi badi
Sajaa ke kaliyaan badi badi
Paani mein chhabi main
Dekhu khadi khadi phir
Banu aap hi bekaraar
Koi nahi hain phir bhi hain mujh
Ko kya jaane kis ka intazaar
Kya jaane kis ka intazaar

Waadi mein nishaan
Mere hi paanw ke
Fulon pe hain rang
Meri hi chhaw ke
Hain rang meri hi chhaw
Ke waadi mein nishaan
Mere hi paanw ke phir
Bhi kyon aaye naa aitbaar

Koi nahi hain phir bhi hain mujh
Ko kya jaane kis ka intazaar
Ye bhi naa jaanu laharaake
Aanchal kis ko bulaaye baar baar
Kya jaane kis ka intazaar
Kya jaane kis ka intazaar..

Song Details & Credits
Song Koi Nahi Hai
Singer Lata Mangeshkar
Movie Patthar Ke Sanam
Lyricist Majrooh Sultanpuri
Music Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Label Saregama
Video Director Raja Nawathe
Starring Manoj Kumar, Waheeda Rehman, Pran, Mumtaz.
Year 1967
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Koi Nahi Hai

“Koi Nahi Hai” is from the movie Patthar Ke Sanam, released in 1967.

The lyrics of “Koi Nahi Hai” were written by Majrooh Sultanpuri.

“Koi Nahi Hai” is sung by Lata Mangeshkar.

The music video of “Koi Nahi Hai” was directed by Raja Nawathe.

The music video of “Koi Nahi Hai” features Manoj Kumar, Waheeda Rehman, Pran and Mumtaz..