Har Khushi Ho Wahaan Lyrics
हर ख़ुशी हो वहां
तू जहां भी रहे
हर ख़ुशी हो वहां
तू जहां भी रहे
ज़िन्दगी हो वहाँ
तू जहां भी रहे
हर ख़ुशी हो वहाँ
तू जहां भी रहे
ये अँधेरे मुझे
हो हो हो
ओ ओ ओ
ये अँधेरे मुझे
इस लिए हैं पसंद
इन में साया भी अपना
दिखाई न दे
इन में साया भी अपना
दिखाई न दे
रौशनी हो वहाँ
रौशनी हो वहाँ
रौशनी हो वहाँ
तू जहां भी रहे
ज़िन्दगी हो वहाँ
तू जहां भी रहे
हर ख़ुशी हो वहाँ
तू जहां भी रहे
चाँद धुँधला सही
हो हो हो
ओ ओ ओ
चाँद धुँधला सही
ग़म नहीं है मुझे
तेरी रातों पे रातों का साया न हो
तेरी रातों पे रातों का साया न हो
चांदनी हो वहाँ
चांदनी हो वहाँ
चांदनी हो वहाँ
तू जहां भी रहे
ज़िन्दगी हो वहाँ
तू जहां भी रहे
हर ख़ुशी हो वहाँ
तू जहां भी रहे.
Har khushi ho wahan
Tu jahaan bhi rahe
Har khushi ho wahan
Tu jahaan bhi rahe
Zindagi ho wahaan
Tu jahaan bhi rahe
Har khushi ho wahaan
Tu jahaan bhi rahe
Ye andhere mujhe
Ho ho ho
O o o
Ye andhere mujhe
Is liye hain pasand
In mein saaya bhi apna
Dikhaayi na de
In mein saaya bhi apna
Dikhaayi na de
Roshni ho wahaan
Roshni ho wahaan
Roshni ho wahaan
Tu jahaan bhi rahe
Zindagi ho wahaan
Tu jahaan bhi rahe
Har khushi ho wahaan
Tu jahaan bhi rahe
Chaand dhundhlaa sahi
Ho ho ho
O o o
Chaand dhundhlaa sahi
Gham nahin hai mujhe
Teri raaton pe raaton ka saaya na ho
Teri raaton pe raaton ka saaya na ho
Chaandni ho wahaan
Chaandni ho wahaan
Chaandni ho wahaan
Tu jahaan bhi rahe
Zindagi ho wahaan
Tu jahaan bhi rahe
Har khushi ho wahaan
Tu jahaan bhi rahe.
Song Details & Credits
| Song | Har Khushi Ho Wahaan |
|---|---|
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Movie | Upkar |
| Lyricist | Gulshan Bawra |
| Music | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
| Label | Saregama |
| Video Director | Manoj Kumar |
| Starring | Asha Parekh, Manoj Kumar |
| Year | 1967 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Har Khushi Ho Wahaan
“Har Khushi Ho Wahaan” is from the movie Upkar, released in 1967.
The lyrics of “Har Khushi Ho Wahaan” were written by Gulshan Bawra.
“Har Khushi Ho Wahaan” is sung by Lata Mangeshkar.
The music video of “Har Khushi Ho Wahaan” was directed by Manoj Kumar.
The music video of “Har Khushi Ho Wahaan” features Asha Parekh and Manoj Kumar.