Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1966

Tu Jahaan Jahaan Chalega Lyrics

By Lata Mangeshkar • Movie: Mera Saaya

तू जहाँ जहाँ चलेगा
मेरा साया साथ होगा
तू जहाँ जहाँ चलेगा
मेरा साया साथ होगा
मेरा साया मेरा साया
मेरा साया मेरा साया

कभी मुझको याद कर के
जो बहेगे तेरे आंसू
कभी मुझको याद कर के
जो बहेगे तेरे आंसू
तो वाही पे रोक लेंगे उन्हें
आके मेरे आंसू
तू जिधर का रुख करेगा
मेरा साया साथ होगा
तू जहाँ जहाँ चलेगा
मेरा साया साथ होगा
मेरा साया मेरा साया
मेरा साया मेरा साया

तू अगर उदास होगा तो
उदास होगी मै भी
तू अगर उदास होगा तो
उदास होगी मै भी
नज़र आऊँ या ना आऊँ
तेरे पास होगी मै भी
तू कही भी जा रहेगा
मेरा साया साथ होगा
तू जहाँ जहाँ चलेगा
मेरा साया साथ होगा

मेरा साया मेरा साया
मेरा साया मेरा साया

मई अगर बिछड़ भी जाऊं
कभी मेरा गम न करना
मई अगर बिछड़ भी जाऊं
कभी मेरा गम न करना
मेरा प्यार याद कर के
कभी आँख नम न करना
तू जो मुडके देख लेगा
मेरा साया साथ होगा
तू जहाँ जहाँ चलेगा
मेरा साया साथ होगा
मेरा साया मेरा साया
मेरा साया मेरा साया

मेरा गम रहा है शामिल
तेरे दुःख में तेरे गम में
मेरा गम रहा है शामिल
तेरे दुःख में तेरे गम में
मेरे प्यार ने दिया है
तेरा साथ हर जनम में
तू कोई जनम भी लेगा
मेरा साया साथ होगा
तू जहाँ जहाँ चलेगा
मेरा साया साथ होगा
मेरा साया मेरा साया
मेरा साया मेरा साया
मेरा साया मेरा साया
मेरा साया मेरा साया.

Tu jahaan jahaan chalega
Mera saya saath hoga
Tu jahaan jahaan chalega
Mera saya saath hoga
Mera saya mera saya
Mera saya mera saya

Kabhi mujhako yaad kar ke
Jo bahege tere aansu
Kabhi mujhako yaad kar ke
Jo bahege tere aansu
To vahi pe rok lege unhe
Aake mere aansu
Tu jidhar kaa rukh karega
Mera saya saath hoga
Tu jahaan jahaan chalega
Mera saya saath hoga
Mera saya mera saya
Mera saya mera saya

Tu agar udaas hoga to
Udaas hugi mai bhi
Tu agar udaas hoga to
Udaas hugi mai bhi
Nazar aaun yaa naa aaun
Tere paas hugi mai bhi
Tu kahi bhi jaa rahega
Mera saya saath hoga
Tu jahaan jahaan chalega
Mera saya saath hoga
Mera saya mera saya
Mera saya mera saya

Mai agar bichhad bhi jaaun
Kabhi mera gam na karna
Mai agar bichhad bhi jaaun
Kabhi mera gam na karna
Mera pyaar yaad kar ke
Kabhi aankh nam na karna
Tu jo mudake dekh lega
Mera saya saath hoga
Tu jahaan jahaan chalega
Mera saya saath hoga
Mera saya mera saya
Mera saya mera saya

Mera gam rahaa hai shaamil
Tere dukh me tere gam me
Mera gam rahaa hai shaamil
Tere dukh me tere gam me
Mere pyaar ne diyaa hai
Tera saath har janam me
Tu koi janam bhi lega
Mera saya saath hoga
Tu jahaan jahaan chalega
Mera saya saath hoga
Mera saya mera saya
Mera saya mera saya
Mera saya mera saya
Mera saya mera saya.

Song Details & Credits
Song Tu Jahaan Jahaan Chalega
Singer Lata Mangeshkar
Movie Mera Saaya
Lyricist Raja Mehdi Ali Khan
Music Madan Mohan Kohli
Label Saregama
Video Director Dulal Guha
Starring Sadhana, Sunil Dutt.
Year 1966
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Tu Jahaan Jahaan Chalega

“Tu Jahaan Jahaan Chalega” is from the movie Mera Saaya, released in 1966.

The lyrics of “Tu Jahaan Jahaan Chalega” were written by Raja Mehdi Ali Khan.

“Tu Jahaan Jahaan Chalega” is sung by Lata Mangeshkar.

The music video of “Tu Jahaan Jahaan Chalega” was directed by Dulal Guha.

The music video of “Tu Jahaan Jahaan Chalega” features Sadhana and Sunil Dutt..