Naseeb Mein Jiske Jo Lyrics
Naseeb Mein Jiske Jo Lyrics
नसीब में जिस के जो लिखा था
वो तेरी महफ़िल में काम आया
नसीब में जिस के जो लिखा था
वो तेरी मेंहफ़िल में काम आया
किसी के हिस्से में प्यास आयी
किसी के हिस्से में जाम आया
नसीब में जिस के जो लिखा था
मैं इक फ़साना हुँ बेकसी का
ये हाल है मेरी ज़िन्दगी का
मैं इक फ़साना हुँ बेकसी का
ये हाल है मेरी ज़िन्दगी का
ये हाल है मेरी ज़िन्दगी का
ना हुस्न ही मुझको रास आया
ना इश्क़ ही मेरे काम आया
नसीब में जिस के जो लिखा था
बदल गयी तेरी मंज़िलें भी
बिछड़ गया मैं भी कारवां से
बदल गयी तेरी मंज़िलें भी
बिछड़ गया मैं भी कारवां से
बिछड़ गया मैं भी कारवां से
तेरी मोहब्बत के रास्ते में
ना जाने ये क्या मक़ाम आया
नसीब में जिस के जो लिखा था
तुझे भुलाने की कोशिशें भी
तमाम नाकाम हो गयी हैं
तुझे भुलाने की कोशिशें भी
तमाम नाकाम हो गयी हैं
तमाम नाकाम हो गयी हैं
किसी ने ज़िक़्र-ए-वफ़ा किया जब
जुबां पे तेरा ही नाम आया
नसीब में जिस के जो लिखा था
वो तेरी मेंहफ़िल में काम आया
किसी के हिस्से में प्यास आयी
किसी के हिस्से में जाम आया
नसीब में जिस के जो लिखा था
Naseeb mein jis ke jo likha tha
Wo teri mehfil mein kaam aaya
Naseeb mein jis ke jo likha tha
Wo teri menhfil mein kaam aaya
Kisi ke hisse mein pyaas aayi
Kisi ke hisse mein jaam aaya
Naseeb mein jis ke jo likha tha
Main ik fasana hu bekasi ka
Ye haal hai meri zindagi ka
Main ik fasana hu bekasi ka
Ye haal hai meri zindagi ka
Ye haal hai meri zindagi ka
Naa husn hi mujhko ras aaya
Naa ishq hi mere kaam aaya
Naseeb mein jis ke jo likha tha
Badal gayi teri manzilein bhi
Bichhad gaya main bhi kaarvaan se
Badal gayi teri manzilein bhi
Bichhad gaya main bhi kaarvaan se
Bichhad gaya main bhi kaarvaan se
Teri mohabbat ke raaste mein
Naa jaane ye kya makaam aaya
Naseeb mein jis ke jo likha tha
Tujhe bhulaane ki koshishen bhi
Tamaam naakaam ho gayi hain
Tujhe bhulaane ki koshishen bhi
Tamaam naakaam ho gayi hain
Tamaam naakaam ho gayi hain
Kisi ne ziqr-aye-wafa kiya jab
Zubaan pe tera hi naam aaya
Naseeb mein jis ke jo likha tha
Wo teri menhfil mein kaam aaya
Kisi ke hisse mein pyaas aayi
Kisi ke hisse mein jaam aaya
Naseeb mein jis ke jo likha tha
whatever was written in destiny
he came in handy at your party
whatever was written in destiny
he came in handy for your gathering
someone got thirsty
someone got stuck in a jam
whatever was written in destiny
I am a fool of no use
This is the condition of my life
I am a fool of no use
This is the condition of my life
This is the condition of my life
I didn't like the beauty either.
no love worked for me
whatever was written in destiny
Your goals have also changed
I too got separated from the caravan
Your goals have also changed
I too got separated from the caravan
I too got separated from the caravan
in the way of your love
I don't know what this place has come to.
whatever was written in destiny
even trying to forget you
all have failed
even trying to forget you
all have failed
all have failed
When someone mentioned zikr-e-wafa
Only your name came to my mind
whatever was written in destiny
he came in handy for your gathering
someone got thirsty
someone got stuck in a jam
whatever was written in destiny
Song details & credits
| Song | Naseeb Mein Jiske Jo |
|---|---|
| Singer | Mohammed Rafi |
| Movie | Do Badan |
| Lyricist | Shakeel Badayuni |
| Music | Ravi |
| Label | Saregama |
| Starring | Manoj Kumar, Asha Parekh |
| Year | 1966 |
| Language | Hindi |




