Nainon Mein Badra Chhaye Lyrics
नैनो में बदरा छाये
बिजली सी चमकी है
ऐसे में बालम मोहे गरवा लगा ले
नैनो में बदरा छाये
मदिरा में डूबी अँखियाँ
चचल है दोनों सखियां
ढलती रहेगी तोहे
पलको की प्यारी पखियाँ
शर्मा के डेगी तोहे
मदिरा के प्याले
नैनो में बदरा छाये
प्रेम दीवानी हूँ में
सपनो की रानी हूँ मै
प्रेम दीवानी
प्रेम दीवानी हूँ में
सपनो की रानी हूँ मै
पिछले जनम से तेरी
प्रेम कहानी हूँ मै
आ इस जनम में भी
तू अपना बना ले
नैनो में बदरा छाये
बिजली सी चमकी है
ऐसे में बालम मोहे गरवा लगा ले
नैनो में बदरा छाये.
Naino me badra chhaye
Bijali si chamake haae
Aise me balam mohe garwa laga le
Naino me badra chhaye
Madira me dubi ankhiyaan
Chachal hai dono sakhiyaan
Dhalati rahegi tohe
Palako ki pyaari pakhiyaan
Sharma ke degi tohe
Madira ke pyaale
Naino me badra chhaye
Prem deewani hun me
Sapno ki raani hun mai
Prem deewani
Prem deewani hun me
Sapno ki raani hun mai
Pichhale janam se teri
Prem kahaani hun mai
Aa is janam me bhi
Tu apna bana le
Naino me badra chhaye
Bijali si chamake haae
Aise me balam mohe garwa laga le
Naino me badra chhaye.
Song Details & Credits
| Song | Nainon Mein Badra Chhaye |
|---|---|
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Movie | Mera Saaya |
| Lyricist | Raja Mehdi Ali Khan |
| Music | Madan Mohan Kohli |
| Label | Saregama |
| Video Director | Dulal Guha |
| Starring | Sadhana, Sunil Dutt. |
| Year | 1966 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Nainon Mein Badra Chhaye
“Nainon Mein Badra Chhaye” is from the movie Mera Saaya, released in 1966.
The lyrics of “Nainon Mein Badra Chhaye” were written by Raja Mehdi Ali Khan.
“Nainon Mein Badra Chhaye” is sung by Lata Mangeshkar.
The music video of “Nainon Mein Badra Chhaye” was directed by Dulal Guha.
The music video of “Nainon Mein Badra Chhaye” features Sadhana and Sunil Dutt..