Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1966

Deewana Mujsha Nahin Lyrics

दीवाना मुझसा नहीं
इस अम्बर के नीचे
दीवाना मुझसा नहीं
इस अम्बर के नीचे
आगे है कातिल मेरा और
में पीछे पीछे
दीवाना मुझसा नहीं
इस अम्बर के नीचे
आगे है कातिल मेरा और
में पीछे पीछे

पाया है दुश्मन को
जब से प्यार के काबिल
तब से ये आलम है
रास्ता याद न मंज़िल
नींद से जैसे चलता है कोई
चलना यूँहीं आँखें मीचे
दीवाना मुझसा नहीं
इस अम्बर के नीचे

आगे है कातिल मेरा और
में पीछे पीछे

हमने भी रखदी है
कल पे कल की बातें
हमने भी रखदी है
कल पे कल की बातें
जीवन का हासिल है
पल दो पल की बातें
दो ही घडी को साथ रहेगा
करना क्या है तनहा जी के
दीवाना मुझसा नहीं
इस अम्बर के नीचे
आगे है कातिल मेरा और
में पीछे पीछे
दीवाना मुझसा नहीं
इस अम्बर के नीचे
हम्म हम्म हम्म्म..

Deewana mujsha nahin
Is amber ke neeche
Deewana mujsha nahin
Is amber ke neeche
Aage hai qatil mera aur
Mein peeche peeche
Deewana mujsha nahin
Is amber ke neeche
Aage hai qatil mera aur
Mein peeche peeche

Paya hai dushman ko
Jab se pyar ke kaabil
Tab se ye aalam hai
Raasta yaad na manzil
Neend se jaise chalta hai koyee
Chalna yoonhin aankhen meeche
Deewana mujsha nahin
Is amber ke neeche
Aage hai qatil mera aur
Mein peeche peeche

Humne bhi rakhdi hai
Kal pe kal ki baatein
Humne bhi rakhdi hai
Kal pe kal ki baatein
Jeevan ka hasil hai
Pal do pal ki baatein
Do hi ghadi ko saath rahega
Karna kya hai tanha jee ke
Deewana mujsha nahin
Is amber ke neeche
Aage hai qatil mera aur
Mein peeche peeche
Deewana mujsha nahin
Is amber ke neeche
Hmm hmm hmmm..

Song Details & Credits
Song Deewana Mujsha Nahin
Singer Mohammed Rafi
Movie Teesri Manzil
Lyricist Majrooh Sultanpuri
Music Rahul Dev Burman
Label Saregama
Video Director Vijay Anand
Starring Shammi Kapoor, Asha Parekh
Year 1966
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Deewana Mujsha Nahin

“Deewana Mujsha Nahin” is from the movie Teesri Manzil, released in 1966.

The lyrics of “Deewana Mujsha Nahin” were written by Majrooh Sultanpuri.

“Deewana Mujsha Nahin” is sung by Mohammed Rafi.

The music video of “Deewana Mujsha Nahin” was directed by Vijay Anand.

The music video of “Deewana Mujsha Nahin” features Shammi Kapoor and Asha Parekh.