Bhari Duniya Mein Aakhir Lyrics
Bhari Duniya Mein Aakhir Lyrics
भरी दुनिया में आखिर दिल को समझाने कहाँ जाए

मोहब्बत हो गयी जिन को वो दीवाने कहाँ जाए

भरी दुनिया
लगे हैं शम्मा पर पेहेरे ज़माने की निगाहों के

ज़माने की निगाहों के
जिन्हें जलने की हसरत है
जिन्हें जलने की हसरत है वो परवाने कहाँ जाए
मोहब्बत हो गयी जिन को वो दीवाने कहाँ जाए
भरी दुनिया में आखिर दिल को समझाने कहाँ जाए
भरी दुनिया
सुनाना भी जिन्हें मुश्किल, छुपाना भी जिन्हें मुश्किल

छुपाना भी जिन्हें मुश्किल
ज़रा तू ही बता ऐ दिल
ज़रा तू ही बता ऐ दिल वो अफ़साने कहाँ जाए
मोहब्बत हो गयी जिन को वो दीवाने कहाँ जाए
भरी दुनिया में आखिर दिल को समझाने कहाँ जाए
भरी दुनिया
नज़र में उलझाने दिल में है आलम बेक़रारी का

है आलम बेक़रारी का
समझ में कुछ नहीं आता
समझ में कुछ नहीं आता सुकून पाने कहाँ जाएँ
मोहब्बत हो गयी जिन को वो दीवाने कहाँ जाए
भरी दुनिया में आखिर दिल को समझाने कहाँ जाए
भरी दुनिया
Bhari duniya mein aakhir dil ko samjhaane kahan jaaye

Mohabbat ho gayi jin ko wo deewane kahan jaaye

Bhari duniya
Lage hain shamma par pehere zamaane ki nigaahon ke

Zamaane ki nigaahon ke
Jinhein jalne ki hasrat hai
Jinhein jalne ki hasrat hai wo parwaane kahan jaaye
Mohabbat ho gayi jin ko wo deewane kahan jaaye
Bhari duniya mein aakhir dil ko samjhaane kahan jaaye
Bhari duniya
Sunaana bhi jinhein mushkil, chupana bhi jinhein mushkil

Chupana bhi jinhein mushkil
Zara tu hi bata ae dil
Zara tu hi bata ae dil wo afsaane kahan jaaye
Mohabbat ho gayi jin ko wo deewane kahan jaaye
Bhari duniya mein aakhir dil ko samjhaane kahan jaaye
Bhari duniya
Nazar mein uljhaane dil mein hai aalam beqaraari ka

Hai aalam beqaraari ka
Samajh mein kuch nahi aata
Samajh mein kuch nahi aata sukoon pane kahan jaayen
Mohabbat ho gayi jin ko wo deewane kahan jaaye
Bhari duniya mein aakhir dil ko samjhaane kahan jaaye
Bhari duniya
Where can one go to express one's heart in a world full of things?

Those who have fallen in love, where should they go?

full world
The eyes of the world are fixed on Shamma

through the eyes of the times
those who want to burn
Those who have a desire to burn, where should they go?
Those who have fallen in love, where should they go?
Where can one go to express one's heart in a world full of things?
full world
Those who find it difficult to tell, those who find it difficult to hide.

difficult to hide
Please tell me O heart
Just tell me, O heart, where should those stories go?
Those who have fallen in love, where should they go?
Where can one go to express one's heart in a world full of things?
full world
To confuse the eyes, there is a state of restlessness in the heart.

the situation is one of restlessness
I don't understand anything
I don't know where to go to find solace.
Those who have fallen in love, where should they go?
Where can one go to express one's heart in a world full of things?
full world
Song details & credits
| Song | Bhari Duniya Mein Aakhir |
|---|---|
| Singer | Mohammed Rafi |
| Movie | Do Badan |
| Lyricist | Shakeel Badayuni |
| Music | Ravi |
| Label | Saregama |
| Starring | Manoj Kumar, Asha Parekh |
| Year | 1966 |
| Language | Hindi |