Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1965

Raat Yun Dil Mein Teri Lyrics

रात यूँ दिल में तेरी
खोयी हुयी याद आयी
जैसे वीराने में
चुपके से बहार आ जाए
ऐसे सेहराओं में हौले
से चले बाद
नसीम जैसे बीमार
कोबे वजह क़रार आ जाए
बुझा जो रौज़ान इ ज़िन्दाँ
तो दिल यह समझा है

के तेरी माँग सितारों से
भर गयी होगी
चमक उठीं
हैं सलाखें
तो हम ने जाना है
के अब सहर तेरे रुख पर
बिखर गयी होगी
न गुल खिले हैं
न उन से मिले न मय पी है

अजीब रंग में
अब के बहार गुज़री है
तुम आये हो
नशाब इ इंतज़ार गुज़री है
तलाश में है सेहर
बार बार गुज़री है

नसीम तेरे शबिस्तां से
हो के आई है
मेरी सेहर में महक है
तेरे बदन की सी
जब तुझे याद कर लिया
सुबह महक महक उठी
जब तेरा ग़म जगा लिया
रात मचल मचल गयी
न जाने किस लिए
उम्मीदवार बैठा हूँ
एक ऐसी राह पे
जो तेरी रहगुज़र भी नहीं..

Raat yun dil mein teri
Khoyi huyi yaad aayi
Jaise viraane mein
Chupke se bahaar aa jaaye
Aise sehraaon mein haule
Se chale baad
Nasim jaise bimar
Kobe wajah qaraar aa jaaye
Bujhaa jo rauzan e zindaan
To dil yeh samjhaa hai

Ke teri maang sitaaron se
Bhar gayi hogi
Chamak utthin
Hain salaakhen
To ham ne jaana hai
Ke ab sehar tere rukh par
Bikhar gayi hogi
Na gul khile hain
Na un se mile na mai pi hai
Ajib rang mein
Ab ke bahaar guzri hai
Tum aaye ho
Nashab e intezaar guzri hai
Talaash mein hai sehar
Baar baar guzri hai

Nasim tere shabistaan se
Ho ke aayi hai
Meri sehar mein mehek hai
Tere badan ki si
Jab tujhe yaad kar liya
Subah mehek mehek utthi
Jab tera gham jagaa liya
Raat machal machal gayi
Na jaane kis liye
Ummidwaar baittha hun
Ek aisi raah pe
Jo teri rehguzar bhi nahin..

Song Details & Credits
Song Raat Yun Dil Mein Teri
Singers Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Movie Janwar
Lyricist Faiz Ahmad Faiz
Music Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Label Saregama
Video Director Bhappi Sonie
Starring Shammi Kapoor, Rajshree
Year 1965
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Raat Yun Dil Mein Teri

“Raat Yun Dil Mein Teri” is from the movie Janwar, released in 1965.

The lyrics of “Raat Yun Dil Mein Teri” were written by Faiz Ahmad Faiz.

“Raat Yun Dil Mein Teri” is sung by Asha Bhosle and Mohammed Rafi.

The music video of “Raat Yun Dil Mein Teri” was directed by Bhappi Sonie.

The music video of “Raat Yun Dil Mein Teri” features Shammi Kapoor and Rajshree.