Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1964

Subhanallah Haseen Chehra Lyrics

सुभानअल्लाह हाय हसीं चेहरा हाय
सुभानअल्लाह हसीं चेहरा ये मस्ताना अदाएँ
खुदा महफुज़ रखे हर बला से, हर बला से
तुम्हे देखा होय तो दिल बोला होय

तुम्हे देखा तो दिल बोला के तुमको ढूंढ आएँ
खुदा महफुज़ रखे हर बला से, हर बला से
करे पूजा ज़माना जिसकी वो तस्वीर हो तुम
मिला करती है जन्नत जिससे वो तक़दीर हो तुम
मिला करती है जन्नत जिससे वो तक़दीर हो तुम

कमर पतली हाय नज़र बिजली हाय
कमर पतली नज़र बिजली है ज़ूलफे या घटाएँ
खुदा महफुज़ रखे हर बला से, हर बला से
सुभानअल्लाह हसीं चेहरा ये मस्ताना अदाएँ
खुदा महफुज़ रखे हर बला से, हर बला से
ना जाने किसकी क़िस्मत मे है मुखड़ा चाँद सा ये
ना जाने किसके घर चमकेगा टुकड़ा चाँद का ये
ना जाने किसके घर चमकेगा टुकड़ा चाँद का ये
इजाज़त हो हाय तो फिर हम भी हाय

इजाज़त हो तो फिर हम भी मुक़द्दर आज़माए
खुदा महफुज़ रखे हर बला से, हर बला से
सुभानअल्लाह हसीं चेहरा ये मस्ताना अदाएँ
खुदा महफुज़ रखे हर बला से, हर बला से..

Subhan allah haaye, haseen chehra haaye
Subhan allah haseen chehra, ye mastaana adaayen
Khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se
Tumhe dekha hoye, to dil bola hoye
Tumhe dekha to dil bola ke tum ko doon duaein
Khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se

Na jaane kis ki kismat mein hai mukhda chaand sa ye
Na jaane kis ke ghar chamkega tukda chaand ka ye
Na jaane kis ke ghar chamkega tukda chaand ka ye
Ijaazat ho haaye, to phir hum bhi haaye
Ijaazat ho to phir hum bhi muqaddar aazmaayein
Khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se

Subhan allah haseen chehra ye mastaana adaayen
Khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se
Badi hasrat se tum ko dekhta hai ye zamaana
Sunaana chaahta hai har koi apna fasaana
Sunaana chaahta hai har koi apna fasaana
Koi dil ho haaye, koi mehfil haaye

Koi dil ho koi mehfil, jahan bhi aap jaaye
Khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se
Subhan allah haseen chehra ye mastaani adaayen
Khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se
Tumhe dekha to dil bola ke tum ko de duaein
Khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se..

Song Details & Credits
Song Subhanallah Haseen Chehra
Singer Mohammed Rafi
Movie Kashmir Ki Kali
Lyricist Shamsul Huda Bihari
Music Omkar Prasad Nayyar
Label Ultra Music
Video Director Shakti Samanta
Starring Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Year 1964
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Subhanallah Haseen Chehra

“Subhanallah Haseen Chehra” is from the movie Kashmir Ki Kali, released in 1964.

The lyrics of “Subhanallah Haseen Chehra” were written by Shamsul Huda Bihari.

“Subhanallah Haseen Chehra” is sung by Mohammed Rafi.

The music video of “Subhanallah Haseen Chehra” was directed by Shakti Samanta.

The music video of “Subhanallah Haseen Chehra” features Shammi Kapoor and Sharmila Tagore.