Awaaz Deke Humein Tum Bulao Lyrics
आवाज़ दे के हमें तुम बुलाओ
मोहब्बत में इतना
ना हम को सताओ
आवाज़ दे के हमें तुम बुलाओ
मोहब्बत में इतना
ना हम को सताओ
अभी तो मेरी ज़िन्दगी है परेशान
कहीं मर के हो ख़ाक
भी ना परेशान
दिए की तरह से ना हम को जलाओ
मोहब्बत में इतना
ना हम को सताओ
मैं साँसों के हर तार
में छुप रहा हूँ
मैं धडकन के हर राग
में बस रहा हूँ
ज़रा दिल की जानिब
निगाहें झुकाओ
मोहब्बत में इतना
ना हम को सताओ
न होंगे अगर हम तो रोते रहोगे
सदा दिल का दामन भिगोती रहोगे
जो तुम पर मिटा हो उसे ना मिटाओ
मोहब्बत में इतना
ना हम को सताओ
आवाज़ दे के हमें तुम बुलाओ
मोहब्बत में इतना
ना हम को सताओ.
Aawaaz de ke hame tum bulaao
Mohabbat mein itna
Naa hum ko sataao
Aawaaz de ke hame tum bulaao
Mohabbat mein itna
Naa hum ko sataao
Abhi to meri zindagi hai pareshaan
Kahin mar ke ho khaak
Bhi naa pareshaan
Diye ki tarah se naa hum ko jalaao
Mohabbat mein itna
Naa hum ko sataao
Main saanson ke har taar
Mein chhup rahaa hoon
Main dhadakan ke har raag
Mein bas rahaa hoon
Zaraa dil ki jaanib
Nigaahein jhookaao
Mohabbat mein itna
Naa hum ko sataao
Na honge agar hum to rote rahoge
Sadaa dil kaa daaman bhigote rahoge
Jo tum par mitaa ho use naa mitaao
Mohabbat mein itna
Naa hum ko sataao
Aawaaz de ke hame tum bulaao
Mohabbat mein itna
Naa hum ko sataao.
Song Details & Credits
| Song | Awaaz Deke Humein Tum Bulao |
|---|---|
| Singers | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi |
| Movie | Professor |
| Lyricist | Hasrat Jaipuri |
| Music | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
| Label | Saregama |
| Video Director | Lekh Tandon |
| Starring | Shammi Kapoor, Kalpana, Lalita Pawar |
| Year | 1962 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Awaaz Deke Humein Tum Bulao
“Awaaz Deke Humein Tum Bulao” is from the movie Professor, released in 1962.
The lyrics of “Awaaz Deke Humein Tum Bulao” were written by Hasrat Jaipuri.
“Awaaz Deke Humein Tum Bulao” is sung by Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi.
The music video of “Awaaz Deke Humein Tum Bulao” was directed by Lekh Tandon.
The music video of “Awaaz Deke Humein Tum Bulao” features Shammi Kapoor, Kalpana and Lalita Pawar.