Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1961

Kashmir Ki Kali Hoon Main Lyrics

By Lata Mangeshkar • Movie: Junglee

कश्मीर की कली हूँ में
मुझसे न रूठो बाबुजी
मुरझा गई तो फिर ना मिलूंगी
कभी नहीं कभी नहीं कभी नहीं

अरे कश्मीर की कली हूँ में
मुझसे न रूठो बाबुजी
मुरझा गई तो फिर न खिलूँगी
कभी नहीं कभी नहीं कभी नहीं

रंगत मेरी बहरो में
दिल की आग चनारो में
रंगत मेरी बहरो में
दिल की आग चनारो में
कुछ तो हम से बात करो
इन बेहकी गुलज़ारो में
कुछ तो हम से बात करो
इन बेहकी गुलज़ारो में

कश्मीर की कली हूँ में
मुझसे न रूठो बाबुजी
मुरझा गई तो फिर न खिलूँगी
कभी नहीं कभी नहीं कभी नहीं

अरे कश्मीर की कली हूँ में
मुझसे न रूठो बाबुजी
मुरझा गई तो फिर न खिलूँगी
कभी नहीं कभी नहीं कभी नहीं

प्यार पे गुस्सा करते हो
तेरा गुस्सा हम को प्यार है
प्यार पे गुस्सा करते हो
तेरा गुस्सा हम को प्यार है
एहि ऐडा को कातिल है
जिसने हमको मारा है
एहि ऐडा को कातिल है
जिसने हमको मारा है

कश्मीर की कली हूँ में
मुझसे न रूठो बाबुजी
मुरझा गई तो फिर न खिलूँगी
कभी नहीं कभी नहीं कभी नहीं

अरे कश्मीर की कली हूँ में
मुझसे न रूठो बाबुजी
मुरझा गई तो फिर न खिलूँगी
कभी नहीं कभी नहीं कभी नहीं..

Kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na milungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Are kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Rangat meri baharo mein
Dil ki aag chanaro mein
Rangat meri baharo mein
Dil ki aag chanaro mein
Kuch to hum se baat karo
In behki gulzaro mein
Kuch to hum se baat karo
In behki gulzaro mein

Kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Are kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Pyar pe gussa karte ho
Tera gussa hum ko pyaar hai
Pyar pe gussa karte ho
Tera gussa hum ko pyaar hai
Yehi ada ko katil hai
Jisne humko mara hai
Yehi ada ko katil hai
Jisne humko mara hai

Kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Are kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi..

Song Details & Credits
Song Kashmir Ki Kali Hoon Main
Singer Lata Mangeshkar
Movie Junglee
Lyricist Hasrat Jaipuri
Music Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Label Saregama
Video Director Subodh Mukerji
Starring Shammi Kapoor, Saira Banu
Year 1961
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Kashmir Ki Kali Hoon Main

“Kashmir Ki Kali Hoon Main” is from the movie Junglee, released in 1961.

The lyrics of “Kashmir Ki Kali Hoon Main” were written by Hasrat Jaipuri.

“Kashmir Ki Kali Hoon Main” is sung by Lata Mangeshkar.

The music video of “Kashmir Ki Kali Hoon Main” was directed by Subodh Mukerji.

The music video of “Kashmir Ki Kali Hoon Main” features Shammi Kapoor and Saira Banu.