Badale Badale Mere Sarkar Lyrics
Badale Badale Mere Sarkar Lyrics
बदले बदले मेरे सरकार नज़र आते है
बदले बदले मेरे सरकार नज़र आते है
घर की बरबादी के आसार नज़र आते है
बदले बदले मेरे सरकार नज़र आते है
बदले बदले
डूबे रहेते थे मेरे प्यार में जो शाम-ओ-सेहेर
डूबे रहेते थे मेरे प्यार में जो शाम-ओ-सेहेर
मेरे चेहरे से ना हटती थी कभी जिनकी नज़र
मेरी सूरत से वो बेज़ार नज़र आते है
मेरी सूरत से वो बेज़ार नज़र आते है
घर की बरबादी के आसार नज़र आते है
बदले बदले मेरे सरकार नज़र आते है
बदले बदले
वो जो बदले तो ज़माने की हवा भी बदली
वो जो बदले तो ज़माने की हवा भी बदली
दिल की खुशियाँ भी गयी, घर की फ़ज़ा भी बदली
सुने सुने दर-ओ-दिवार नज़र आते है
सुने सुने दर-ओ-दिवार नज़र आते है
घर की बरबादी के आसार नज़र आते है
बदले बदले मेरे सरकार नज़र आते है
बदले बदले
मेरे मालिक ने मोहब्बत का चलन छोड़ दिया
मेरे मालिक ने मोहब्बत का चलन छोड़ दिया
कर के बरबाद मेरे दिल का चमन छोड़ दिया
फूल भी अब तो मुझे खार नज़र आते है
फूल भी अब तो मुझे खार नज़र आते है
घर की बरबादी के आसार नज़र आते है
बदले बदले मेरे सरकार नज़र आते है
बदले बदले
Badle badle mere sarkaar nazar aate hai
Badle badle mere sarkaar nazar aate hai
Ghar ki barbaadi ke asar nazar aate hai
Badle badle mere sarkaar nazar aate hai
Badle badle
Doobe rahete the mere pyaar mein jo shaam-o-seher
Doobe rahete the mere pyaar mein jo shaam-o-seher
Mere chehre se naa hatati thi kabhi jinki nazar
Meri surat se wo bezaar nazar aate hai
Meri surat se wo bezaar nazar aate hai
Ghar ki barbaadi ke asar nazar aate hai
Badle badle mere sarkaar nazar aate hai
Badle badle
Wo jo badle to zamaane ki hawa bhi badli
Wo jo badle to zamaane ki hawa bhi badli
Dil ki khushiyaan bhi gayi, ghar ki faza bhi badli
Sune sune dar-o-diwar nazar aate hai
Sune sune dar-o-diwar nazar aate hai
Ghar ki barbaadi ke asar nazar aate hai
Badle badle mere sarkaar nazar aate hai
Badle badle
Mere malik ne mohabbat ka chalan chhod diya
Mere malik ne mohabbat ka chalan chhod diya
Kar ke barabaad mere dil ka chaman chhod diya
Phool bhi ab to mujhe khaar nazar aate hai
Phool bhi ab to mujhe khaar nazar aate hai
Ghar ki barbaadi ke asar nazar aate hai
Badle badle mere sarkaar nazar aate hai
Badle badle
Instead my government appears
Instead my government appears
There is a possibility of destruction of the house
Instead my government appears
in exchange for
Who used to remain immersed in my love every evening
Who used to remain immersed in my love every evening
Whose eyes never moved away from my face
He looks ridiculous to me
He looks ridiculous to me
There is a possibility of destruction of the house
Instead my government appears
in exchange for
If those change, the wind of the times also changes.
If those change, the wind of the times also changes.
The happiness of the heart also went away, the atmosphere of the house also changed.
Listen, listen, you can see from door to door.
Listen, listen, you can see from door to door.
There is a possibility of destruction of the house
Instead my government appears
in exchange for
My boss has given up on love
My boss has given up on love
You left the flame of my heart ruined
Now even the flowers seem bitter to me
Now even the flowers seem bitter to me
There is a possibility of destruction of the house
Instead my government appears
in exchange for
Song details & credits
| Song | Badale Badale Mere Sarkar |
|---|---|
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Movie | Chaudhvin Ka Chand |
| Lyricist | Shakeel Badayuni |
| Music | Ravi |
| Label | Saregama |
| Starring | Guru Dutt, Waheeda Rehman |
| Year | 1960 |
| Language | Hindi |




